Friday, September 20, 2013

Tamannao ka Rasta Kabhi Ikhtiyaar na hua.....

jaisa mera hai dil uska kabhi Beemar Na hua....

Jane kis Mitti se Tarasha hai Khuda ne Usko.....

ab talak usko meri wafa daari pe aitbar na hua...

Is Muqammal Natedari me Harshai Hisse daar hai wo bhi....

par kyun kar usko mere pyar se pyar na hua...

Tamam koshishen Nakam thi Nakam rahi....

Wo bute-Sang tha aur ab talak Dildaar na hua....

Wednesday, July 24, 2013


;s tks dkxt+ is fy[[ks gSa  Qd+r  [k+;ky esjs gSa---

oks tks vc ryd my>s gSa lkjs loky esjs gSa-----

rsjs nkeu dks Nw Hkh u ik,saxs dHkh----ns[k ysuk----

vkxkt+ ls vatke rd lkjs eyky esjs gSa------

 

u fdlh dh [k+rk dksabZ  uk dksabZ dqlwj okj---

esjh gh [okfg’ksa Fkh tks vc ----;s gky esjs gSa----

Thursday, June 27, 2013

Badle jo kuch Faisle... Fasle badte gaye....
Dooriyan Badne ke jaise Silsile Badte gaye.....
Thi muqammal zindagi kabhi ek doosre ke sath hi....
Ab to tanha rahne ke bhi housle badte gaye.....
Panchiyon ke shor se Shajar ki khushiyan hi thi...
kain shajar badle gaye jab Ghounsle badte gaye....
The jo humraaz, humsafar aur humnafas bhi the kbhi....
Raaz jo dil ke khule to kafile badte gaye......

Friday, May 17, 2013

Badal Gaye

Main Badal Gaya ya Halat Badal gaye....
Kyun Waqt Ke Sath ye Jazbaat badal gaye....

Thi Meri Gazlen shuru tum par khtm tum par thi....
fir kyun waqt ki tarah Ashraat badal gaye....

Thi mere liye kafi teri muhabbat ki doulat ....
par mere liye ye heere Jawahraat Badal gaye....

Kal Tak to hoti thi use har shai pe zaroorat meri...
Ab zarooraten Badal Gayi ya Sifar Se Talluqat badal gaye.....

 

Tuesday, May 7, 2013

....

क्या जाने इस दिल ने क्या सहा कितना सहा ....
वज़ूद मेरा अब तलक जाने क्यूँ तनहा रहा .....

तमाम दुनिया को बदलने का हौसला न था  मुझमे .....
मेयार ऐ दुनिया पे फितरतें बदलता रहा ......

खो न जाऊ भीड़ में फ़क़त इसी डर से .....
कभी गिरता रहा कभी संभलता रहा ......


रौशन रहती हैं महफ़िलें हंसी से ठहाकों से
बस खातिर इसी के सिफ़र मुस्कुराता रहा जलता रहा ....

Saturday, April 27, 2013

Guzarish nahi rahi....

वक़्त के साथ पैरों में यूँ तो लर्ज़िश नहीं रही......
पर तेरे जाने के बाद सीने में कोई ख्वाहिश नहीं रही.......

है ज़िन्दगी मेरी  खुशनुमा दुनिया के वास्ते......
पर तू नहीं तो इसकी भी नुमाइश नहीं रही........

लरजते हुए होंठों में क़ैद लव्ज़ यूँ तो हज़ार हैं.....
फिर भी तेरे मुक़ाबिल कोई गुज़ारिश नहीं रही......

 जब से कहा है सिफ़र खुद को सिफ़र  ने.....
दुनिया की मुझपे कोई आज़माइश नहीं रही.........

अब के टूटे तो संवर न पाएंगे कभी.....
उन मरासिमों में अब कोई गुंजाईश नहीं रही.......

Monday, March 25, 2013

Shiddat ki Badduaon ka ye Asar Ho Gaya.....     Jo main kuch na ho saka to Main Sifar ho gaya......


Mere Naseeb me kya paiband koi kam the...     ke us Shakhs ka bhi ab main Muqaddar ho gaya.....


khoob hua ke mujhse Darti hai sari Duniya....     Par Pyas kyun na Bujhti ke main Samndar ho gaya...


Ye siyasaten hain meri kya khoob Tazposhi...    Lashen kaieen Bichha ke main Sikandar ho gaya....


Jo bhi mile hain mujhse Sare hain Gam ke Mare....gam unka bhulane ko main khud Mayssar ho gaya......