Friday, September 20, 2013

Tamannao ka Rasta Kabhi Ikhtiyaar na hua.....

jaisa mera hai dil uska kabhi Beemar Na hua....

Jane kis Mitti se Tarasha hai Khuda ne Usko.....

ab talak usko meri wafa daari pe aitbar na hua...

Is Muqammal Natedari me Harshai Hisse daar hai wo bhi....

par kyun kar usko mere pyar se pyar na hua...

Tamam koshishen Nakam thi Nakam rahi....

Wo bute-Sang tha aur ab talak Dildaar na hua....